I avoid looking at the clock, fearing the slow passing of time that will only seem slower if I watch its progress...

13 Days to go...

Dear Pati,

Kal shaam ghar gulab jamun aaye,
Bachcho ne bade maze lekar khaye,
Chashni mein doobe the,
Ras se bhare ajoobe the,
Kisi nein do mujhe bhi thamaye,
Kal shaam ghar gulab jamun aaye.

Apni chhutki ko na jane kaise,
Bus yuhi baithe baithe,
Achanak papa bahut yaad aaye,
Isliye ghar gulab jamun aaye.

Sabke khoob kehne par,
Do-char maine bhi khaye,
Kal shaam ghar gulab jamun aaye.
Haath mein bhari katori thee,
Man mein peeda bhi thodi thee,
Dekh gulab jamun tum bahut yaad aaye,
Aur na jaane kaise ye naina chalak aaye.

Phir dieting ka vichaar man se hatakar,
Tumhara naam lekar maine bhi khaye,
Kal shaam ghar gulab jamun aaye.
Tum hote yahan to bahut pyar se,
Kehte yehi mujhse thak-haar ke,
"Begum itne se kya hota hai?
Khane do na, bahut man hota hai.

Chalees degree par hain garmaye,
Kya bhadhiya khushboo ke hain jhoke aaye."
Kal shaam ghar gulab jamun aaye.

Aaj hriday pachtaya hai,
Soch yehi ghabraya hai,
Man karta hoga jab meetha khane ko,
Aur jaldi wapas aane ko,
Tum sochte hoge wapas jaaunga,
Garam gulab jamun khaaonga,
Chalo mein bhi kuch na bolungi,
Khud mithai ka dabba kholungi,
Hum raah mein tumhari hain aankhe bichaye,
Aur sapno par mushkil se hain ankush lagaye.
Jab Kal shaam ghar gulab jamun aaye.
Jab Kal shaam ghar gulab jamun aaye.


12 Days to go...

Dear Pati,

Of hope it was, of hope it is,
A tender thought that came is this,
A tiny corner somewhere inside,
I am in you, by your soul astride.

In you I am, you are in me,
There never was a boundary.
Do you know where begins the horizon?
Do you know where ends the sea?

We could'nt have met some years ago,
Our roots are somewhere deep below.
Hand in hand, each other's side,
We walked together in many lives.

The journey has no end preset,
He destined it and so we met.
The sun will set, the sun will rise,
Who can alter the truth of the skies?

Where I commence or where you end,
Confines, with time, have wholly blend,
And as myself I sought to see,
Its you I perceive, no sign of me.



Comments

Popular posts from this blog

CONTRIBUTION OF A HOUSEWIFE TO SOCIETY

STARS CAN'T SHINE WITHOUT DARKNESS

THE HUSTLE CULTURE! Are you in on it?